Sunday, December 30, 2007

Woh dard phir se ubharne lage hain
Kaleje men nashtar utarne lage hain
Chupaaye the hum ne jo palkon pe moti
Wohi toot kar ab bikharne lage hain
Andhere se seena sapar the jo kal tak
Wo apne hi saaye se darne lage hain
Udaasi ki saughaat dekar hamen
wo Judaai ka saamaan karne lage hain
Jo bharte the dam dosti ka hamesha,
Wo baton se apni mukarne lage hain
Asar hai mere khoone-dil ka ye shaayad
Ke ash'aar itne nikharne lage hain
Tumhe kya zaroorat hai kaajal ki
Ke gham rang aankhon me bharne lage hain.
लहरों से डर कर नौका पार नहीं होती,कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती.
नन्हीं चींटी जब दाना लेकर चलती है,चढ़ती दीवारों पर, सौ बार फिसलती है.
मन का विश्वास रगों में साहस भरता है,चढ़कर गिरना, गिरकर चढ़ना न अखरता है.
आख़िर उसकी मेहनत बेकार नहीं होती,कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती.
डुबकियां सिंधु में गोताखोर लगाता है,जा जा कर खाली हाथ लौटकर आता है.
मिलते नहीं सहज ही मोती गहरे पानी में,बढ़ता दुगना उत्साह इसी हैरानी में.
मुट्ठी उसकी खाली हर बार नहीं होती,कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती.
असफलता एक चुनौती है, इसे स्वीकार करो,क्या कमी रह गई, देखो और सुधार करो.
जब तक न सफल हो, नींद चैन को त्यागो तुम,संघर्श का मैदान छोड़ कर मत भागो तुम.
कुछ किये बिना ही जय जय कार नहीं होती,कोशिश करने वालों की कभी हार नहीं होती

post scrap cancel
god's prem: kasoor na unka hai na mera,
ham dono hi riston ki rasam nibhate rahe,
woh dosti ka ehsas jatate rahe,
hum mohabbat ko dil me chupate rahe........................ Jul 13 (2 days ago)
god's prem: har ilzam ka haqdar vo hame bana jate hai,
har khata ki saja vo hame suna jate hai,
hum harbar khamosh rah jate hai,
kayonki vo aapne hone ka hak jata jate hai.................... Jul 13 (2 days ago)
god's prem: zara si baat der tak rulati rahi,
khushi me bhi aankhe aansu bahati rahi,
koi mil ke kho gaya to koi kho ke mil gaya,
zindagi hamko bas aise hi aazmati rahi.............. Jul 13 (2 days ago)
god's prem: socha tha iskadar bhul jayenge unko ,
dekh kar bhi andekha kar jayenge unko,
par jab jab aaya unka chera samne ,
socha is bar dekh le agli bar bhul jayenge,

post scrap cancel
Maana teri nazar meMaana teri nazar me tera pyaar hum nahi,
Kese kahe ki tere talabdaar hum nahi,
Khud ko jala ke khak kar daala,mita diya,
Lo AB tumhari raah mein diwar hum nahi.
Jin ko sawara humne tamannao ke khun se,
Gulshan mein uss bahar ke haqdar hum nahi,
Dhoka diya hai khud ko mahobbat ke naam se
Kese kahe ki gunehgar hum nahi.
Har khushi Hai Logon Ke Daman Mein,Par Ek Hansi Ke Liye Waqt Nahi. Din Raat Daurti Duniya Mein,Zindagi Ke Liye Hi Waqt Nahi.Maa Ki Loree Ka Ehsaas To Hai,Par Maa Ko Maa Kehne Ka Waqt Nahi.Saare Rishton Ko To Hum Maar Chuke,Ab Unhe Dafnane Ka Bhi Waqt Nahi.Saare Naam Mobile Mein Hain,Par Dosti Ke Liye Waqt Nahi.Gairon Ki Kiya Baat Karen,Jab Apno Ke Liye Hi Waqt Nahi.Aankhon Me Hai Neend Bhari,Par Sone Ka Waqt Nahi.Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua, Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.Paison ki Daur Me Aise Daure,Ki Thakne ka Bhi Waqt Nahi.Parae Ehsason Ki Kya Qadr Karein,Jab Apne Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.Tu Hi Bata Ae Zindagi,Is Zindagi Ka Kiya Hoga, Ke Har Pal Marne Walon Ko,Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi
log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hai?itna darte hai toh phir ghar se nikalte kyun hai?main na jugno hoon,na diya hoon,na hi teri koiroshni wale mere naam se jalte kyun hai?neend se mera talluk hi nahin barson sekhwaab aa aa ke mere chhat pe tahalte kyun hai?mod hota hai jawaani ka sambhalne ke liyeaur sab log yahin aake phisalte kyun hai?log har mod pe ruk ruk ke sambhalte kyun hai?itne darte hai toh phir ghar se nikalte kyun hai?

Monday, December 24, 2007

खूबसूरती क्या है?

कल मैने खुदा से पूछा कि खूबसूरती क्या है?तो वो बोलेखूबसूरत है वो लब जिन पर दूसरों के लिए एक दुआ हैखूबसूरत है वो मुस्कान जो दूसरों की खुशी देख कर खिल जाएखूबसूरत है वो दिल जो किसी के दुख मे शामिल हो जाए और किसी के प्यार के रंग मे रंग जाएखूबसूरत है वो जज़बात जो दूसरो की भावनाओं को समझेखूबसूरत है वो एहसास जिस मे प्यार की मिठास होखूबसूरत है वो बातें जिनमे शामिल हों दोस्ती और प्यार की किस्से कहानियाँखूबसूरत है वो आँखे जिनमे कितने खूबसूरत ख्वाब समा जाएँखूबसूरत है वो आसूँ जो किसी के ग़म मे बह जाएँखूबसूरत है वो हाथ जो किसी के लिए मुश्किल के वक्त सहारा बन जाएखूबसूरत है वो कदम जो अमन और शान्ति का रास्ता तय कर जाएँखूबसूरत है वो सोच जिस मे पूरी दुनिया की भलाई का ख्याल हो